Aditya Rikhari - Humdum Lyrics

Lyricman
0


Aditya Rikhari - Humdum Lyrics

 
Song Credits -
Singer, Lyricist, Composer - Aditya Rikhari
Mix, Master & Dolby - Mukul Jain
Released Date: May 14, 2024

Video Credits - 
Writer & Director - Dhruv
DOP - Nitin Goyal Cam
Editor & Colorist - Firoj Aalam
Art Director & Costume Stylist - Prabhjot

Cast:
Aditya Rikhari 
Yashika Malhotra

D.A - Sanskriti Singh 
Chief A.D - Akriti Bajpai
Anaya's VO - Prisha Dhatwalia
Art Assistant- Ojas Tyagi, Rachi Chitkara
VFX - VFX Guy Shrinay
Co-Writers - Sanskriti Singh, Akriti Bajpai
Line Producer - Nikhil Harit
Gaffer - Satya 
Camera Assistants - Aslam, Mukul, Suraj, Amar
Makeup & Hair - Rohit Diwaker

Video Production - dhruVerse
Executive Producer - Mayank Mishra ; CollabXENT

Graphic Design - Akshay Gulani
Album Logo Design - Sasta Acid


" Humdum "

 


Humdum Humdum

Humdum Humdum

 

O Mere Humdum Humdum

Thoda Thoda Toh Gham Humko Dede Na

Ke Marham Marham Mil jaaye

Humein Haathon Se Tere

 

Aaja Na Ke Keh Dein Tujhse

‘gar Hum Tera Hona Hai

Kya Mausam Mausam

Reh Jaogi Baahon Mein Mere

 

Yeh Aisi Waisi Baatein Nahi Hain

Yunhi Likhte Gaate Nahi Hain

Yunhi Tujhko Sochein Subah Shab Hum

Yunhi Muskuraate Nahi Hai

 

Tu Khudko ‘gar Nazron Se Meri

Jo Dekhegi Dil Haar Jaayegi

Jo Aankhon Se Aankhein Milaayegi

Yun Doobegi, Na Paar Jaayegi

 

Jo Seene Pe Rakhegi Haathon Ko

Meri Jaana Phir Jaan Paayegi

Tere Naam Ke Hi Pyaale Hain

Haathon Mein Mere

 

O Mere Humdum Humdum

Thoda Thoda Toh Gham Humko Dede Na

Ke Marham Marham Miljaaye

Humein Haathon Se Tere

 

Aaja Na Ke Keh Dein Tujhse

‘gar Hum Tera Hona Hai

Kya Mausam Mausam

Reh Jaogi Baahon Mein Mere

 

Meri Jaan Tu Kitaabon Si Hai

Mere Saare Jawaabon Si Hai

Koi Puche Jo Kaisi Hai Tu

Ke Main Kehdu Gulaabo Si Hai

 

Ke Tu Kamre Mein Mehke Mere

Ke Tu Chhoo Le Mujhe Iss Qadar

Ke Tu Baithe Sirhaane Kabhi

Ke Yeh Khwaaish Bhi Khwaabon Si Hai

 

Tu Dil Ki Namaazon Mein Dekhegi

Ke Har Ek Dua Bhi Toh Teri Hai

Tu Hanss Ke Agar Maang Legi Jo

Ke Lele Yeh Jaan Bhi Toh Teri Hai

 

Ke Kaisa Nasha Bhi Yeh Tera Hai

Ke Kaisi Beemaari Yeh Meri Hai

Ke Likhne Mein Ho Gaye Hain Maahir Hum

Baare Mai Tere

 

O Mere Humdum Humdum

Thoda Thoda Toh Gham Humko Dede Na

Ke Marham Marham Miljaaye

Humein Haathon Se Tere

 

Aaja Na Ke Keh Dein Tujhse

‘gar Hum Tera Hona Hai

Kya Mausam Mausam

Reh Jaogi Baahon Mein Mere

 

Humdum Humdum

Thoda Thoda Toh Gham Humko Dede Na

Ke Marham Marham Miljaaye

Humein Haathon Se Tere

 

Aaja Na Ke Keh Dein Tujhse

‘gar Hum Tera Hona Hai

Kya Mausam Mausam

Reh Jaogi Baahon Mein Merea

Tags

Post a Comment

0Comments
Post a Comment (0)